Shadi Ke Liye Gharwalo Ko Manane Ki Dua

0
(0)

Asalamwalikum, Toh Aaj Hum Baat Karenge ki Aap Apne Ghar walo ko Apni Pasand se Nikah Karne ke liye Kaise Raazi kar sakte hain. Iske liye hum aapko ek aise karishmayi Shadi Ke Liye Gharwalo Ko Manane Ki Dua ke baare mein batane jaa rahe hain Jis se aapki shadi ki sabhi rukawatein door ho jayengi.

Aksar humne aisa dekha hai ki Ladka Ladki Ek dusre se behad pak mohabbat karte hain or dono hi ek dusre ke sath nikah karke zindagi bhar saath rehna chahte hain. Par Shadi ke liye ladka ya ladki ke waled walden raazi nahi hain ya koi rishtedar hai vo raazi nahi hain.

Toh unhe apne haq mein karne ke liye ye aap ye Wazifa kar sakte hain. Sirf 3 din ke andar aapko iska asar dikhne lagega.Agar aapko is se koi qamyabi nahi milti or aap is masle ka hal Jaldi se Jaldi chahte hain toh Molana Bakhtawar Ali Ji se Raabta Kar Sakte Hain.

Aksar Naujawano Ko Apni Psand Ki Shadi karne mein bohot si dikkato ka samna karna padta hai. Uske liye Aap Kisi Se Shadi Karne Ka Wazifa kar sakte hain.

Wazifa Karne se Pehle aap se darkhwast hai ki is article ko achi tarah pura padhein taki aap is amal ko sahi tarike se mukammal Kar payein.

Shadi Ke Liye Gharwalo Ko Manane Ki Dua Karne Ka Tarika

  1. Wazifa ki miyad bila nagah 11 roz hai;
  2. Sabse Pehle Taza wuzu banaye;
  3. Surah Yaseen Sharif 3 martaba padhiye;
  4. Ya ALLAHU Ya Fattahu 303 martaba padhiye;
  5. ALLAH AZZAWAJAL se dua kijiye ki Aapki Pareshani hal ho jaye;

Isi dauran, jab Jummah ka roz aye to Jumaah ki namaz ke baad dono ladka aur ladki ye bhi kare.

  1. Sabse Pehle 10 martaba Durood Sharif padhein;
  2. Fir 1001 martaba Ya Wadudo padhiye;
  3. Fir aakhir mein bhi 10 martaba Durood Sharif fir se padhiye;
  4. Fir namak par dam kar dijiye. Namak ehtaram ke sath apne pas rakhiye;
  5. Ye ek bar karne ka hi wazifa hai. Ladka aur ladki dono apne-apne waledain ko manane ke liye padhenge;
  6. Rozana apne waledain ke khane me ye dum kiya hua namak milake khilaye.

Shadi Ke Liye Gharwalo Ko Manane Ki Dua

Apne Ghar walo ke sath bhot hi khuloos aur mohabbat ke sath pesh aayein. Fir kuch dino tak esa karne ke bad apne waledain se is masle me bade hi khuloos se baat kijiye. Insha Allah wo zarur maan Jayenge.

Maa Baap Ko Shadi Ke Liye Razi Karne Ki Dua

Kayi baar Aisa masla hota hai aap jisko pasand karte hai wo kisi aur mazhab ya Jaati ke hain. Aap use sahi raaste par deen par chalakar khushi se islam apna kar nikah ki niyat rakhte hain. Par aapke Maa Baap aapki shadi ke liye nahi maan rahe hain. Toh aap ye Maa Baap Ko Shadi Ke Liye Razi Karne Ki Dua kar Sakte Hain.

Insha Allah, dono taraf ke log hasi khushi se aapki shadi ke liye maan jayenge. Ghar Walo Ko Shadi Ke Liye Manane Ka Wazifa behad asardar hai. Is Karishmayi Wazifa kuch hi waqt mein aapko iska natija dikhega. Is dua ki badolat na sirf aapke waldain balki baaki rishtedar aur dost bhi aapki shadi ke liye razi ho jayenge.

Maa Baap Ko Shadi Ke Liye Razi Karne Ki Dua Karne Ka Tarika

  1. Aap Kisi bhi din is amal ko shuru kar sakte hain.
  2. Asar ke waqt taza wuzu bana lijiye.
  3. Namaz-e-Asar adaa karne ke baad ye amal padhna shuru kijiye.
  4. Sab se awwal ikkees (21) martaba jo Durood Shareef yaad ho, wo padhiye.
  5. Phir Surah Al-Asr ek sau ek (101) martaba padhiye.
  6. Aakhir me phir se wahi Durood Shareef jo shuru me padhi thi, dobara ikkees (21) martaba padhiye.
  7. Phir mehboob ke walidain ko shadi ke liye razi karne ki dua kijiye.
  8. Is amal ki miyaad ikkees (21) roz hai.

Maa Baap Ko Shadi Ke Liye razi Karne Ki Dua

Ek khaas baat ye hai ke shadi ki ye dua aap na sirf mehboob ke maa baap ko razi karne ke liye padh sakte hain. Balki agar aapke apne walidain bhi aapki pasand ki shadi ke liye razi nahi hain. To unhe bhi shadi ke liye manane ke liye aap ye amal padh sakte hain.

Yahi nahi, Agar aapka mehboob aapse shadi ka waada karke mukar gaya hai. To use vaapis razi karne ke liye bhi aap ye dua padh sakte hain. In mein se jo bhi aapka maqsad hai, uske liye dil se Allah (SWT) se dua kijiye.

Inshah Allah, is Qurani wazifa ki barkat se ikkees (21) din me hi aapke walidain, aapka mehboob aur unke walidain sab ke sab shadi ke liye razi ho jayenge.

 

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

We are sorry that this post was not useful for you!

Let us improve this post!

Tell us how we can improve this post?

Leave a Comment

× How can I help you?