SHOHAR KI NARAZGI DOOR KARNE KI DUA

0
(0)

Shohar ki narazgi door karne ki dua:- Asslamu alaikum, Thode din pahle hamare paas ek bachi aayi the jiska shohar uska chod kar alag rah raha tha. Vo bachi hamse shohar ki narazgi door karne ki dua ke bare mai puch rahi the. Kher aj vo or uska shohar dono ek sath hain or kush hain. Jaisa ki ham sab ko pata hai ki miya-biwi ka rishta ek aisa rishta hai jo ager acha rahe to ghar bhi jannat ban jata hain or ager isme darar aa jaye to jindagi jehalum ban jati hai. Aksar hota kya hai ki miya biwi ka rishta jitna gehra hai utne hi isme khich taan bhi hoti rahti hai. Aise mai naitefaqi jald hi narazgi ban jati hai.

Ager apka ya apke kisi jankar ka shohar bhi gussa ho kar apko chodh kar chala gaya hain to shohar ka gussa khatam karne ki dua apke behad kaam ayegi. Ager ap apne shohar ki kisi baat ko lekar naraz hain ya fir apkashohar apki kisi harkat ko lekar ap se khafa hai to ap dono mai se koi bhi turant shohar ki narazgi door karne ki dua ko padhe. Aisa karne se jald hi ap dono ke dil mil jayenge or ap dono sath rahoge Insah Allah.

Shohar ki narazgi door karne ka wazifa

Aksar dekha gaya hai ki jab shadi hue thoda arsa bit jata hai to shohar apni biwi se muhabbat karna band kar deta hai. Ager apka shohar bhi apko apne upar bojh samjhta hai to Islam mai behad hi umda wazifa hai. Yadi biwi chahe to shohar ki narazgi door karne ki wazifa ki madad se uske dil se narazgi door kar sakti hain. Shohar ki narazgi door karne ka wazifa behhad hi azamaya hua wazifa hain. Hota kya hai jayadatar shohar dadmijaz hote hain apni biwi ke liye. Wo log api biwi se behad hi bura bartav karte hain. Ager ap bhi unhi biwiyo mai se ek ho to abhi se shohar ki narazgi door karne ka wazifa shuru karein.

Shohar ki narazgi door karne ki dua

Shohar ki narazgi khatam karne ka Taqatwar wazifa

Ye jo shohar ki narazgi khatam karne ka wazifa hai iske jariye ap apne shohar ke dil se badi se badi narazgi door kar sakti hain. Is wazifa ko karne ke baad Insha Allah apka shohar apke haq mai aa jayega. Narazgi khatam karne ka wazifa kuch is tarah hain –

  • Biwi ko ye wazifa zohar ki namaz ke baad karna hai.
  • Wazifa shuru karne se pahle 1 Baar durood shareef padhna hai apko.
  • Uske baad “Ya Lateefu padhna” hai 86 baar.
  • Fir apko chameli ke tel par dum karna hain.
  • Akhir mai fir se ek baar durood shareef padhni hai.
  • Fir raat ko ye tel ap apne shohar ke muh par ya balo mai laga dein.
  • Is amal ko apko 5 din lagataar karna hai.
  • Insha Allah apke shohar ki narazgi 5 din mai door ho jayegi.

Narazgi door karne ka wazifa

Is tarah se Shohar ki narazgi door karne ka wazifa ki madad se ap apne shohar ko apni taraf kar sakte hain. Ye narazgi door karne ka wazifa karne ke baad apke shohar ka bartav apke liye bilkul badal jayega. Vo apse sab se jayada muhabbat karna shuru karne lagega. Is gussa khatam karne ki dua se biwi apne shohar ka bure se bura gussa khatam kar sakti hai vo bhi sirf 5 din mai. Hamne bhut baar dekha hai ki shohar apni biwi ko bilkul bhi tawajoh ni dete hain. Shohar apni biwi ko zara sa bhi waqt tak ni de pate jiski wajah se narazgi hona shuru hoti hain.

Kuch pagal shohar to aise bhi hamne dekhe hain jo gusse mai apni biwi par hath bhi utha dete hai. Ye bilkul galat baat hain or shohar ki narazgi door karne ka wazifa hi iska ek hal hai. Choti choti baat par jhagda karne wale shohar is wazifa ke bad apni biwi ke hath chuma karenge. Islam is baat ki bilkul izzazat ni hai ki miya apni biwi par hath uthaye. Shohar ko apni biwi ki qadar karni chaheye or hamesha uska sath dena chaheye. Narazgi door karne ka wazifa se hamne behad sari behno ki madad ki hai insha allah ye wazifa apke bhi kaam aayega. Khuda hafiz.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 0 / 5. Vote count: 0

No votes so far! Be the first to rate this post.

We are sorry that this post was not useful for you!

Let us improve this post!

Tell us how we can improve this post?

Leave a Comment

× How can I help you?